Ek baat adhuri reh gai
Tum aayo to keh doon.....
Ek aas adhuri reh gai
Tum aayo to Bandh loon....
Ek kasam adhuri reh gai
Tum aayo to utar doon.....
Ek shamma adhuri Bujh gai
Tum aayo to phir jala doon....
Ek Jindagi adhuri see hai
Tum aayo to phir jee loon....
Ek arman adhur reh gaya
Tum aayo to pura kar doon....
Ek Sham adhuri reh gai
Tum aayo to guzar loon....
Meri ye kavita adhuri reh gai
Tum aayo to aaj hi puri likh doon.....